Google

Monday, March 31, 2008

Kia Se Kia-Lyrics


Kya se Kya Bana diya
insaaaan se Heewan
Faristha tha mein
Sheetan bana diya


thee ek kwahish Meri bhi toO
gHum saray le loO
kHushi ab mujhe de doo
teri kabhi mein ne mani
in nimatoon ki kaddar na jani
maan k chalny walay bHt thay
Phr kIOn Insan bana diya


har baar socha ke kar jaoon ga
Socha nahi tha k maar jaoon ga
akhri sans tak larta raha mein
janay ye kia karta raha mein
ab jab kuch bhi nahi raha hai
mujh ko kion is ka ghum hua hai
izzat ye shuhrat ye paisa mera
saaab kuch hi tu is dunya mein raha hai

No comments: