Google

Monday, March 31, 2008

Yeh Mera Pakistan-Lyrics


yunhi hanste gaate rahe
yunhi geet sunate rahe
baazi her ik lejate rahe
khushiyan hum nibhate rahe
yunhi hanste gaate rahe
yunhi geet sunate rahe
baazi her ik lejate rahe
khushiyan hum nibhate rahe

per khel na tum is azm se
lejaenge baazi kasm se
tumhi jeetoge maidan
chu loge tum aasman
jazbaa rakhna hai rawan..
aage badhan hai jawan
yeh tera paksitan..
yeh mera pakistan

jaon jis des mein bhi kabhi
yaad aye hai mujhko teri
kuch aesi hai shan teri
jo dekhi kabhi na kahin

jaon jis des mein bhi kabhi
yaad aye hai mujhko teri
kuch aesi hai shan teri
jo dekhi kabhi na kahin

to mana lo rehna yahin hai
apnon se bichadan nahin hai
tumhi jeetoge yeh maidan
chu loge tum aasman
jazba rakhna hai rawan
aage badhna hai jawan..

yeh tera paksitan..
yeh mera pakistan

ger aye mushkil kabhi bhi
tu aaker mil ke sabhi...
jo deta hai jeet tumhein
kerna uska hai aetbaar
girker uthna hai mere yaar

yeh tera paksitan..
yeh mera pakistan

Mahiya-Lyrics


Mahiya..
le le dard sare de de khushiyan
mahiya..
jeele zindagi ka har pal apna
mahiya...

ho jab ankh khuli anjaan tha
apne andar gumnam tha
nayi duniya ke naye log mile
is duniya mein tera pyar na tha

mere dil gata ja tu ker na intezar
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar
tu hi gaata ja aur ched saare taar
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar

mahiya..
le le dard sare de de khushiyan
mahiya
jeele zindagi ka har pal apna
mahiya...

dukh sukh mere ban jate hain
jab ghum mere ger baante koi
her dard mujhey bhul jata hai
jab yaar ho mere sath sabhi

mere her pal ki hai ik nayi daastan
ik nayi hai subha ik naya aasman
thodi masti hai thoda dil deewana
nahin dil hai ab mera koi veerana...

dil bherta nahin rukta nahin
anjani rahon per chalta hai
jana ik din hai is duniya se
jeele pal do pal hum yeh zindagi

ho ho ho ho
ho ho ho ho
ho ho ho ho
ho ho ho ho

mere dil gata ja tu ker na intezar
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar
tu hi gaata ja aur ched saare taar
kabhi ayega woh yara jiska tha intezar

mahiyaaaa.....
mahiyaaaa....

Kia Se Kia-Lyrics


Kya se Kya Bana diya
insaaaan se Heewan
Faristha tha mein
Sheetan bana diya


thee ek kwahish Meri bhi toO
gHum saray le loO
kHushi ab mujhe de doo
teri kabhi mein ne mani
in nimatoon ki kaddar na jani
maan k chalny walay bHt thay
Phr kIOn Insan bana diya


har baar socha ke kar jaoon ga
Socha nahi tha k maar jaoon ga
akhri sans tak larta raha mein
janay ye kia karta raha mein
ab jab kuch bhi nahi raha hai
mujh ko kion is ka ghum hua hai
izzat ye shuhrat ye paisa mera
saaab kuch hi tu is dunya mein raha hai

Chup Chup-Lyrics


o saathi re yah bat chor dey.... chor deyyy....
o pehu re aj to kah dey... kah deyyyy...

chup chup ho tum gum sum khary
ankhoon mian hai pyar liye...
kahta hai dil tum ao gay a jao na kyun ho khary
yah sab batain jab yad ain ankhoon se ansoo
tab tab bahy

milty thay jab hum kahty thay dil ka sakoon tum hi to ho
ankhoon se tum parh laty thy hal-e-dil jo ho

w0 dhalty sooraj k0 deekhty tay or phir chandani darshan kary

chup chup ho tum gum sum khary
ankhoon mian hai pyar liye...


chor kar gar chla jaon kahin ankhoon main ansoo na
lana sanam pyar se jab bi yad karo gay
yadoon main chala aoon ga main sanam

rasta khatin manzil nahi phir bi main kyun rukta nahi
jata hoon ab bhi us jagah pe
jahan bathty thy hum bhi kabi
wo naqash sary abhi hain wahan par
jinhain banaya karty thyyyy.....


chup chup ho tummmm....

kyun ho

chup chup ho tum gum sum khary
ankhoon mian hai pyar liye
kahta hai dil tum ao gay a jao na kyun ho0o0o........

Main Mast Hoon-Lyrics

mera ishq mera khuda hai

dunia te ik methi saza hai

te tou duri ik guna hai
teri kurbat wich jaza hai
jholay lal kalander main mastt
lagg paal kalander min mastt


mera peer sacha
na main chootha
tera nal yari lai
man gia mein teri khudai
jholay lal kalander je pal kalander
main mastt main mastt


teri janch jind ni khai
chad de te hai dunia sari
teri malangi aween nachay
kar dain dunia jalthal sari hoo
jholay lal kalander je pal kalander
main mastt main mastt main mastt main mastt
tere nal hi jena hai tere nal hi marna
main mastt main mastt main mastt main mastt

Raatein-Lyrics

yaad hai woh saari woh saari baatein
raaton mein din the din thi raatein
toh phir yeh jeevan aisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi

anjane raston pe jab hum saath the
doston ke sang bhi apane khwaab the
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi
woh muskurahat woh chahat labonpe baatein hamari thi
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka

dekh ke tujhko yeh kya ho gaya

Chalte Chalte-Lyrics


Chaltay chaltay kahan aa gaye
sapno ke badal harsu chha gaye
Chaltay chaltay kahan aa gayeeee
sapno ke badal harsu chha gayeeeee

aage hi aage har daud bhage
chor aye hain duniya peeche
Dil mera jhoome asmaan ko chume
ab hosh hai ya na kuch pata

o re piya piya piya
lage na jiya jiya jiya
ooo piya piya piya
lage na jiya jiya jiya

kuch kwab hain kuch manzilein
beetein lamhon ki zanzeerein
yaadein hai aise ke bhula na sake
bebas hai peeche ja na saken

aage hi aage jhoome sunle sada
tod lenge tare sare
aa hum karein ek khata

aage hi aage jhoome
sunle tu dil ki sada
dil mera jhoome chume
ab hosh hai ya na kuch pata


aage hi aage har daud bhage
chor aye hain duniya peeche
Dil mera jhoome asmaan ko chume
ab hosh hai ya na kuch pata

o re piya piya piya
lage na jiya jiya jiya
o re piya piya piya
lage na jiya jiya jiya

o piyaaa
o piyaaa
lage na jiyaaaa
lage na jiyaaaa

o piya

Humein itna pyar-Lyrics


Hamein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein

Koi dil ka qaraar jaane na
Koi mann ki yeh baat bataaye na
Koi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat
Ho ho
Chal chalein uss paar, jahaan koi na ho
Sab khushiyaan hon paas, sitam na ho
Aur sitaaron se karte rahein hum baat.

Kya yehi hai khataa pyaar maine kiya
Ab yun na sataa o mere piya
Tu hi mera dildaar tu dil ka qaraar
Nahin iss baat se mujhe koi inkaar

Kabhi kabhi tum yaad aatey ho toh dil bhar aaye
Yeh kaisa hai khumaar jo kum na ho aur barhta jaaye

Hooo ho……

Dekha hai har mausam teri aankhon mein
Beeta hai har lamha teri saanson mein
Yeh saansein toh teri amaanat hain
Ho ho
Kuchh ajab hai yeh haal mere seene mein
Haan par sur hai aur taal mere jeevan mein
Bas issi jeevan se hai mujhe thoda pyaar
Teri aahat hai sarsaraahat hai
Kucch aur nahi yeh chaahat hai
Nainon se nainon ko tak ke phir
Tumhein aankhein churaane ki aadat hai

Hamein itna pyaar (itna pyaaaaar) na karo ke hum mar jaayein
ke hum mar jaayein
Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein (ke ji na paayein)

hooo hooooooo

Hamein itna pyaar (itna pyaar) na karo ke hum mar jaayein
Ke hum mar jaayein

Payal-Lyrics

Payal ka shor macha kar
aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa
Nindiya se tum jagake
Tu kahin jaaye naaaaa aaaaaa….aaa
tuuuuuu kahin jaaye naaa

hoooo oooo ooooo hooo

Kaanch ke thhe saaare vaade
Rishtey ya kachche thhe dhaage
Dil ke taaron ko chhed kar
Tum kahaan chal diye
Tum kahaan chal diye
Tum kahaa..aaaa..aaan chal diye

Sirhaane mere tu aake
Baahon mein mujhko litaake
Khwaab suhaane dikhake
Tum kahaan chal diye
Tum kahaa..aaan chal diye
Tum kahaa..aaaa..aaan chal diyeeeeeeeeeee

Ab iss pal mein jeena tum bin mushkil hai
Aaaaaaaaaaa aaaaa
Mausam yeh phir ab aaye na
Jiss mein tum thhe
Jiss mein hum thhe

Aaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaa Aaaaaaa
Aaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaa Aaaaaaa

Tum kahaaaaaan chal diye
Tum kahaaaaaaaaaaaaaan chal diye….chal diye
Chal diye

Moray piya-Lyrics

Din wohi raatein wohi, par main woh na raha
Tanha in shaamon mein koi bhi apna na thha
Chanda aur taare bhi bole ke yeh kya hua
Haan main wohi tum wohi samaa yeh woh na raha
Moray piya
Tu na samjha
Main iss duniya ka naa thha

Khoya dil khoyi raton mein dhoondhoon main kya
Auron se shikwaa par apnon ne bhi kya kiya
Nahin iss duniya mein jo apna laga
zamaane ki bhi dhup ne hi mujhko ruswa kiya
Moray piya
Tu na samjha
Main iss duniya ka na thha

Rishtey sabhii ban jaatey hain
Tootne ke liye ek lamha
Moray …. moray piya
Kaise…. kaise jiya

Rishtey sabhii ban jaatey hain
Tootne ke liye ek lamha
Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya

moray piya

Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya

Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya

Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya

Sajni-Lyrics

Main teri aankhoon mein rehta hoon
tujhe pata na chale
tere har pal mein gujra hoon
tujhe pata na chale

Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aaaaankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaaaan phire

Khafa to hum bhi hai tum bhi ho
humein pata na chale
judai ka mujhe gham bhi hai
koi aisi khata na karein

Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaan phire

Sajni paas bulao na
ki dil aaj toota hai
aaj toota hai
sajan maan jao na
ki woh aaj rootha hai
aaj rootha hai
koi use aaj manaye na

Jaane ja
dil tujhe hi chaaahe na
oooh ooo ooo ooo oooo oooo

Humein dil se bhulao na
yehi ab kehna hai
ab kehna hai
tum paas aaoona
aaoonnaaaaaaa

Dere nare
dere na na re....
(Sajni paas bulao na
Sajan maan jaona
Sajni paas bulao na)

Sajni paas bulao na
ki dil aaj toota hai
aaj toota hai
sajan maan jao na

ooo ooo oooo

wooo ooo